Sabse Costly Rolex Watches : Yeh Hain Voh 10 Ghadiyan Jinki Keemat Hai Karodon Mein
Sabse Costly Rolex Watches :ย Rolex ghadiyan sirf samay ka dhyan rakhne ke liye nahi, balki unki shandar design, quality, aur rarity ke liye bhi jaani jaati hain. Yahaan hum aapko sabse mehenge Rolex watches ke baare mein jaankari denge, jo nahi sirf mehenge hai, balki shaan, virasat, aur craftsmanship ke pratik hain.
Dr. Rajendra Rolex
Dr. Rajendra Prasad ke liye bani yeh 18k gold Rolex ghadi 1950 mein bani thi aur usmein Bharat ki geographical location darshaya gaya tha.
Rolex Stelline Gold
2015 mein, “Stelline” naam se jaani jaane wali yeh ghadi Oyster case mein thi aur $895,000 par bechi gayi thi.
1967 Jack Nicklaus Rolex Day Date
Sabse Costly Rolex Watches mein Jack Nicklaus ki ghadi ne $1.220 Million mein bechi gayi, jo Nicklaus Children’s Health Care Foundation ko donate ki gayi thi.
1942 Rolex Antimagnetique
1942 ki Antimagnetique ghadi ne $2.5 Million ki keemat par bechi gayi thi.
Rolex โThe Unicornโ Oyster Cosmograph
Yeh ghadi 2018 mein $5.9 Million mein bechi gayi thi, jo Children Action ko donate ki gayi thi.
Paul Newmanโs Rolex Daytona:
2017 mein bechi gayi, yeh ghadi $17.8 Million mein bik gayi thi, making it sabse mehengi Rolex ghadi.
Steve McQueenโs 1967 Rolex Submariner
1967 ki ghadi Steve McQueen ki thi aur 2009 mein $234,000 mein bechi gayi thi.
Rolex Day-Date
Sabse Costly Rolex Watches mein Rolex Day-Date waterproof aur date aur day display karne waali pehli ghadi thi, jo aaj bhi ek prestigious watch hai.
Cosmograph Daytona
2023 edition of the Rolex Daytona, jo sports watch category ka ek pioneer hai.
Rolex Bao Dai โ $5.1 Million:
Phillips Auction House ne 2017 mein $5.1 Million mein bechi thi, jise Vietnam ke last Emperor, Nguyen Phuc Vnh Thy ne pehli baar 1952 mein khareedi thi.
Conclusion:
In ghadiyon mein sirf samay nahi, balki shaan aur virasat bhi hai. Inke alawa, kuch affordable Rolex ghadiyan bhi hain jo aapke style ko badha sakti hain bina pocket ko affect kiye. Auctions mein itni badi kimat par bechne se yeh saabit hota hai ki yeh ghadiyan timeless classics hain.
Click HERE to Register for My Masterclass – It is FREE
It is a FREE Masterclass – Do Not Forget to Register